"Alaknanda" ek kavita-sangrah hai jo dil ki bhavnaon ko saral shabdon mein vyakt karta hai. Is kitaab ki kavitayen prakriti aur aatma-chintan se judi hui hain. Jaise Alaknanda nadi shaant hokar bahti hai, vaise hi ye kavitayen man se nikalkar pathakon ke hriday tak pahuchti hain. Har kavita ek chhoti si yatra hai - soch se bhaav tak. Yah kitaab un logon ke liye hai jo kavitaon ko padhkar mehsoos karna chahte hain.
Bitte wählen Sie Ihr Anliegen aus.
Rechnungen
Retourenschein anfordern
Bestellstatus
Storno







