Chalo jaane un sabhi tatvon ke baare mein jinhone ye brahmaand banaya! Kya aap chahte hain ki Aavart Sarani ab ratne ka vishay nahin, balki ek mazedar aur romanchak kahani ban jaaye? "Aavart Sarani ke Sabhi Tatvon ke Baare Mein Rochak Tathya" ek aisi anokhi Hindi pustak hai jo Periodic Table ko ubaoo nahin, balki ek romanchak aur rangeen safar bana deti hai. Kya khaas hai is kitaab mein? ✅ 118 tatvon ki anokhi kahaniyaan - har tatva ka naam, vyaktitva, khoj aur upyog ✅ 12-13 mazedaar tathya har tatv ke saath - jo jankari ke saath aapki jigyasa bhi badhate hain ✅ Infographics - jisse padhna aasan hi nahin, mazedaar bhi ban jaata hai ✅ Bhautik aur Rasayanik gunon ki vistaarit taalikayein - poori tarah se Hindi mein! ✅ "
Bitte wählen Sie Ihr Anliegen aus.
Rechnungen
Retourenschein anfordern
Bestellstatus
Storno