13,99 €
inkl. MwSt.
Versandkostenfrei*
Versandfertig in über 4 Wochen
payback
7 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

Koi sandeh nahin ki Neeraj Upadhyay ki kavitayen us ankahe ka vistar hain - jahan kisi ki yaad dhvani ban jati hai, aur maun rup le leta hai. Neeraj ji ki kavitaon mein prakriti kisi na kisi rup mein ek jivit rupak bankar bas jati hai. "Baarish se bhi purani baatein" vah yatra hai, jahan har paṭhak apni smritiyon, apne sawalon aur apni khamoshiyon se samvad karta hai, aur jivan ke ek alag hi rang va anubhav mein dub jata hai. Ye kavitayen aur nazmen kuchh adhuri phusphusahaton, smritiyon aur khamoshiyon ka phailav hain, jo mausam ki har karvat ke bad bhitar jag uthti hain. Inmein purane samay…mehr

Produktbeschreibung
Koi sandeh nahin ki Neeraj Upadhyay ki kavitayen us ankahe ka vistar hain - jahan kisi ki yaad dhvani ban jati hai, aur maun rup le leta hai. Neeraj ji ki kavitaon mein prakriti kisi na kisi rup mein ek jivit rupak bankar bas jati hai. "Baarish se bhi purani baatein" vah yatra hai, jahan har paṭhak apni smritiyon, apne sawalon aur apni khamoshiyon se samvad karta hai, aur jivan ke ek alag hi rang va anubhav mein dub jata hai. Ye kavitayen aur nazmen kuchh adhuri phusphusahaton, smritiyon aur khamoshiyon ka phailav hain, jo mausam ki har karvat ke bad bhitar jag uthti hain. Inmein purane samay ki gard bhi hai aur bhavishya ki roshni bhi. Yahan gahan anubhuti aur jivan ki gahrai-nae bimbon aur taze shilp mein ghul gai hai.