Yeh kitaab chalis anuthe kavitayon ka sangreh hai. Yeh kitaab bharat ke jan-sadharand ke roz-marrah ki zindagi mein vyatit hone wali utar-chadhav and us aam nagrik ki bhavnaon ko dhyan mein rakhkar likhi gayi hai. Is pustak mein anek kavitayein desh prem se protsahit hain. Bharat ka swatantrata diwas, bharat ka gadtantra diwas, holi, Eid, Bachchon ke adhikar, Baal diwas aur Nari diwas par bhi kavitayein hain. Bharat ke pradhan-mantri Narendra Modi, sadi ke maha-nayak Amitabh Bachchan, rashtra-pita Mahatma Gandhi, mahan vaigyanik A, P, J, Abdul Kalam, mashhoor adakara Alia Bhat, master blaster Sachin Tendulkar, pratibhashali adakara Kajol, mahan cricketer mahendra singh dhoni, mahan hasti Gulzar Sahab, Bollywood ke Bhaijaan Salman Khan, mahan Vaigyanik Albert Einstein par bhi kavitayein hain. Bharat ke grameed aur shahri jeewan par bhi kavitayein milengi. Nisarg ki khubsurti par bhi kuch kavitayein milengi. Sanchep mein yeh kitaab nahi, balki jeevan jeene ka tarika hai
Bitte wählen Sie Ihr Anliegen aus.
Rechnungen
Retourenschein anfordern
Bestellstatus
Storno







