12,99 €
inkl. MwSt.
Versandkostenfrei*
Versandfertig in 1-2 Wochen
payback
6 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

Kabhi aisa mehsoos hua hai ke aapko sirf isliye judge kiya gaya kyunki aap last bench pe baithe the? Ya isliye kyunki aap fail ho gaye the? Ya kyunki aap "topper" nahi the? Last Bench Se Board Tak ek aise student ki kahani hai jisne yeh sab feel kiya - aur phir bhi haar nahi maani. Ye book sirf padhai ke baare mein nahi hai - ye un sab emotions ke baare mein hai jo ek student har din feel karta hai: guilt, pressure, comparison... aur hope. Yeh kitab un students ke liye hai: Jo demotivate ho jaate hain baar-baar Jo feel karte hain ki woh kisi se kam hain Jo last bench pe baithe hain, lekin man…mehr

Produktbeschreibung
Kabhi aisa mehsoos hua hai ke aapko sirf isliye judge kiya gaya kyunki aap last bench pe baithe the? Ya isliye kyunki aap fail ho gaye the? Ya kyunki aap "topper" nahi the? Last Bench Se Board Tak ek aise student ki kahani hai jisne yeh sab feel kiya - aur phir bhi haar nahi maani. Ye book sirf padhai ke baare mein nahi hai - ye un sab emotions ke baare mein hai jo ek student har din feel karta hai: guilt, pressure, comparison... aur hope. Yeh kitab un students ke liye hai: Jo demotivate ho jaate hain baar-baar Jo feel karte hain ki woh kisi se kam hain Jo last bench pe baithe hain, lekin man mein board tak pahuchne ka sapna hai Is book mein Abhishek Kumar apna personal experience share karte hain - bina filters ke, dil se. Unhone seekha hai ki failure end nahi hota... balki ek naye shuruaat ka signal hota hai.