15,99 €
inkl. MwSt.
Versandkostenfrei*
Versandfertig in über 4 Wochen
payback
8 °P sammeln
  • Broschiertes Buch

"Paap-Punya ka Pardafaash" ek saahasik prayaas hai paaramparik dharmik maanyataon aur samaajik dhaarnaon par tark ki roshni daalne ka. Is pustak mein lekhak ne yeh dikhane ka prayaas kiya hai ki paap aur punya jaisi avadhaarnaayein kis tarah se sadiyon se humein dar aur bhram mein daalti aayi hain. Yah pustak paathakon ko aam jeevan mein hone waali chhoti-chhoti ghatnaon ko naye nazariye se samajhne ke liye prerith karti hai. Lekhak ka uddeshya kisi vishesh dharm ya aastha ko thes pahunchaana nahin, balki yeh samjhaana hai ki kaise insaan apni antar-atma aur tark ke bal par ek behtar aur…mehr

Produktbeschreibung
"Paap-Punya ka Pardafaash" ek saahasik prayaas hai paaramparik dharmik maanyataon aur samaajik dhaarnaon par tark ki roshni daalne ka. Is pustak mein lekhak ne yeh dikhane ka prayaas kiya hai ki paap aur punya jaisi avadhaarnaayein kis tarah se sadiyon se humein dar aur bhram mein daalti aayi hain. Yah pustak paathakon ko aam jeevan mein hone waali chhoti-chhoti ghatnaon ko naye nazariye se samajhne ke liye prerith karti hai. Lekhak ka uddeshya kisi vishesh dharm ya aastha ko thes pahunchaana nahin, balki yeh samjhaana hai ki kaise insaan apni antar-atma aur tark ke bal par ek behtar aur swatantra jeevan jee sakta hai. Yah pustak un logon ke liye hai jo sawaal poochhne ki himmat rakhte hain, aur un vichaaron ko chunauti dena chahte hain jo bina soche-samjhe apnaaye gaye hain.