Jeevan ke anubhavo se uthe manobhaavo ko yeh pustak kavitaaon aur ghazalon mein sanjoti hai. In shabdon mein kahin pratigya aur tap dikhte hain, kahin pyaar ka khumaar jhalakta hai, aur kahin toote dil ka sannatta suntaa hai. Kabhi ye lafz vyaktigat haalaat bayaan karte hain, kabhi divyataa ko pukaarte hain, aur kabhi kehte hai: "Haal-e-dil hum bayaan karen kisse, Khud se roothe hain to larein kisse."
Bitte wählen Sie Ihr Anliegen aus.
Rechnungen
Retourenschein anfordern
Bestellstatus
Storno